Ghajini: Behka - Song Video Lyrics and Music Review

Sunday, November 23, 2008

Behka Main Behka is a song where Aamir Khan tried to fit in a cool kind of attitude and feel. The vocals by Karthik is OK and so are the lyrics. This soundtrack may not click, it grows on you like slow poison.This song is an average amongst all the songs in the movie.



Behka…main behka
Woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil payee

Hatke alag si thee
Bilkul juda si
Na hi adaayen
Na koi angrayee

Behka…
behka Main behka…
Mehka mehka Ye
mann hai mehka

Behka main behka
Woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar main sab
Manzil wanzil payee

Dhadkan dhak dhak dhakdhakdhak dhak huyee
Dil tha tha tha tha tha
tha thayee
Chaal dagmag mag
dagmag mag huyee
Jhoomoo main jhamak
jhamajham

Rasta takoon…takoon
takoon takoon takon
takoon main
Palpal jagoon…jagoon
jagoonjagoonjagoo !
jagoo n main >
Baar baar badal karwat
usko sochoon main

Behka…behka
Main behka…behka
Mehka mehka
Yeh mann hai mehka

Guzare jahan se woh
Rounak udaaye
Chhalke nadi si woh
Mujhko bhigoti jaaye
Woh gun gunaaye
Nageene lutaaye
Khatta sa bachpan
Meethi shararat
Thoda resham hai
Thodi nazakat
Kabhi sharmaye Kabhi
lahraye Usme saahil hai
Aur jaane kitni gahrayee

Behka…main behka
Woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil payee

Hatke alag si thee
Bilkul juda si
Na hi adaayen
Na koi angrayee

Behka…behka
Main behka….behka
Mehka mehka
Yeh mann hai mehka

Uski boli
Jaise phoolon ki toli
Uska chalna Rituen badalna

Jhoot bhi uske
sachche lagey
achchhe lagey
Sach se bhi bade lagey

Rahon mein uski
Haath baandhe palke bichhaye
huey sar ko jhukaye
huey Khusboowon se chhaye huey
Taktaki lagaye
huey Saath saath jaane kitne saarey mausam
khade rahen

Behka….main behka
Woh behki hawa si aayee
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil payee (2)

Hatke alag si thee
woh Bilkul juda si
Na hi adaayen
Na koi angrayee

Behka main
Haan behka behka main
Behka main
Haan behka behka behka main

Behka main
Haan behka behka main
Behka main
Haan behka behka behka main

Behka main
Haan behka behka main
Behka main Haan
behka behka behka main

0 comments: